Tu Na Dekha hai kabhi aik nazar shaam k bad
kitnay chup chaap sa lagtay hain shajar sham k bad
itnay chup chaap k rastay bhi rehin ga la-ilm
choor jayin gay kisi rooz nagaar shaam k baad
mein na aisa hi gunnah tere judaye mein kiya
jaisa toofan mein koi choor de ghaar shaam k bad
shaaam sa pehlay wo mast apni oranaoon mein reha
jis k hatoon mein thay tootay howa par shaam k bad
raat biti tu gina ablay aur phir socha
kon tha bays-e-agaz-e-safar shaam k bad
tu hai sooraj tujhy maloom kahan raat k dukh
tu kisi rooz mera ghaar mein otaar shaam k bad
laut ay na kisi roz wo awara mijaaz
Raat katti rahi chand dhalta raha,
Aatish-e-hijar main koi jalta raha,
Ghar ki tanhayan dil ko dasti raheen,
koi bechain karwat badlata raha,
Aas-o-umeed ki shmma roshan rahi,
Ghar ki dehleez ko koi takta raha,
Raat bar chandni gungunati rahi,
Raat bhar koi tanha sisakta raha,
Ashak palkoon pe aa k bikharte rahe,
nam lab par kisi ka larzta raha,
Aaj phir raat basar ho gai,
aaj phir koi khud se olajhta raha,
Fana na kar apni zindagi ko raah e junoon mein.
IQBAL
Tab karega ibadat jab gunnah karne ki taqat na hogi.?
<<<<<<< sAd pAncHi >>>>>>>
Virtual University of Pakistan*** IT n CS Blog
================================
http://www.enoxel.tk
http://itncs.tk
You received this message because you are subscribed to the Google
Groups "vulms" group.
To post to this group, send email to vulmsit@googlegroups.com
To unsubscribe from this group, send email to
vulmsit+unsubscribe@googlegroups.com
For more options, visit this group at
http://groups.google.com/group/vulmsit?hl=en?hl=en
No comments:
Post a Comment