Akhir Hum Tanha Reh Gaye
Barishon Ke Mosam Mein
Mohabbaton Ke Alam Mein
Main Ne Us Se Pucha Tha
Chor To Na Jao Gey
Usne Hath Tham Kar
Payar Se Mujhe Bola
Kase Chor Sakti Hon
Tum To Jaan Ho Meri
Aur Aj Aisa Hai
Barishon Ke Mosam Mein
Dard Ke Alam Mein
Main Ne Us Se Pucha Hai
Chor Ke Jo Jana Tha
Muskurati Galion Mein
To Aas Kyun Lagai Thi
Payas Kyun Jagai Thi
Chaltey Chaltey Wo Boli
Mosmon Ki To Adat Hai
Waqt Par Badal Jana.
--
•~•~•~•~•~•~•~•~•~•
TU Agar Mujhe Nawaze to Tera Karam Hai Mola….!!!
Warna Teri Rehmaton K Qabil Meri Bandagi Nahi.
(`*•.¸ (`*•.¸ ¸.•*´) ¸.•* )
..::¨`•*RamZaN MubRaK*¸.•`¨::..
.(¸.•*(¸.•*´ `*•.¸)*•.¸).
..::¨`•*RamZaN MubRaK*¸.•`¨::..
.(¸.•*(¸.•*´ `*•.¸)*•.¸).
join this group
--
--
For online discussion forums and inclusive portal about exam related data,Fun ,poetry,fashion,etc please visit www.virtualians.net
www.virtualians.net
study with moj masti
Virtulians Group Basic Posting Rules
Unethical comments, abuses are strictly prohibited you are expected to be polite while posting the messages
Messages containing Phone Numbers are treated as spam
Posting links of other sites or groups is not allowed
No comments:
Post a Comment